Ganesha – Remover of Obstacles
Lord Ganesha Aartis

Jai Ganesh Jai Ganesh, Jai Ganesh Deva. Mata Jaki Parvati, Pita Mahadeva. (x2) Ek Dant Dayavant, Char Bhuja Dhari. Mathe Sindoor Sohe, Moose Ki Sawari. || Jai Ganesh Jai Ganesh... || Paan Chadhe Phool Chadhe, Aur Chadhe Mewa. Ladduan Ka Bhog Lage, Sant Karen Seva. || Jai Ganesh Jai Ganesh... || Andhan Ko Aankh Det, Kodhin Ko Kaya. Banjhan Ko Putra Det, Nirdhan Ko Maya. || Jai Ganesh Jai Ganesh... || Soor Shyam Sharan Aaye, Safal Kije Seva. Mata Jaki Parvati, Pita Mahadeva. || Jai Ganesh Jai Ganesh... || Deenan Ki Laaj Rakho, Shambhu Sutkari. Kamna Ko Purna Karo, Jaun Balihari. || Jai Ganesh Jai Ganesh... ||
More Aartis of Lord Ganesha
Sukhkarta Dukhharta Aarti
Sukhkarta Dukhharta is the famous Marathi Ganesh aarti by Samarth Ramdas, sung in every home and pandal during the Ganesh festival.
Ganpati Ki Seva Mangal Meva Aarti
Ganpati Ki Seva Mangal Meva is a traditional Hindi Ganesh aarti that describes loving service to Ganesha, sung in North Indian homes and temples.
Shendur Lal Chadhayo Aarti
Shendur Lal Chadhayo is a Hindi Ganesh aarti loved in Maharashtra, sung during Ganeshotsav right after Sukhkarta Dukhharta in homes and pandals.




